pyar ye ek aisi bhavna nahi jise hum kisi ko baya nahi kar sakte.
kabhi kabhi log bolte hai ki hume ap se pyar hai par aisa vastav mai sach hai ya nahi ye to unhe dekh kar unka bartav dekh kar hi pata chal jata hai.
Ab baat karte hai mere liye pyar kise khate hai is bare mai ..
mere liye pyar ka matlab ye nahi ki hum uske liye jaan de pyar karne ka matlab hai kisi ki jaan bachane ke liye khud ki jaan khatre mai dal na.
uski kadar karna,uski chinta karna,us ko yaad karna,uski baatein karna,usko aacha man na
aur bahut kuch hota hai...