Download App
100% Bandar lay chane ki daal Ek horror hindi story / Chapter 6: Mukesh Modi ka Kahar

Chapter 6: Mukesh Modi ka Kahar

ASIA ke Mahan Desh Bharat ke Paschimi ki taraf Birju Pura Jile ka ek Chhota Sa gaon vahan ke prasiddh takala Maharaj ke Naam Ke upar naam per Pada taklapuri Gaon.

takala Maharaj vahan ke prasiddh Maharaj the.

vah vahan Ke Raja the.

Kareeb 500 sal pahle takala Maharaj ne Ek Bhavishyavani ki thi.

Ek bahut badi musibat is Gaon Mein Aaegi.

usko Bhaga na bahut Mushkil ho jayega.

Us Waqt Ke Karan kaiyon Ki Jaan Chali Jayegi.

vah Samay is gaon ka sabse bura Samay bitega.

jab Ek Yoddha aaega.

Gaon Walon Ko bachayega.

uska Ek Dushman bhi aaega.

vah Yoddha ko pahchana bahut Aasan hoga.

bandarro ko khana deta hai.

takla Puri gaon ka Jivan bahut acche se beet raha tha vahan Ke Log aasani Se Jee rahe the unhen aasani Se Hi khana aur Pani bhi mil raha tha vahan Ke Khet khaliyan bahut hi badhiya chal rahe the.

Raat Ke 12:00 baj rhe the Andheri Raat Ho Rahi Thi. Aadhi Raat ho chuki thi.

Chand bhi us Din nikla tha.

Tare Bhi Ja Chuke the sannate ki yah Raat Thi.

sab log aaram se so rahe the.

tabhi Ek Awaaz Aati Hai.

Bandar Wapas De chane ki daal.

Bandar Wapas De chane ki daal.

Bandar Wapas De chane ki daal..

Bandar Wapas De chane ki daal.

(Mukesh Modi Ko jab ya Pata Chalta Hai Ki chane ki daal khilane se Bandar ko.

uska Vyapar Nahin chalega yah to bus pyaj Lal ki ek chaal thi.

tab Mukesh Modi ki Atma Bandar se apni chane ki daal Jo usne khilai Thi vah Wapas lene ke liye nikal jata hai.

Jab Mukesh Modi pyaj Lal ko Markar nikala tha.

Pukar Raha tha bander le chane ki daal.

Kahta ja raha tha.

tab usne yah Socha Tha.

ki Bandar Le chane ki daal bolane se vah Bandar Uske pass fir se aaega.

aur use Bandar se chane ki daal Uske pet Mein Haath Daal Ke Nikal Lega.

Mukesh Modi bahut kanjoos tha Jab vo Jinda tha.

marne ke bad bhi uski kanjusi khatm Nahin Hui.

Karan hai ki vah aaj tak dhundh raha hai.

Bandar ko.

Taki vah Uske pet Mein Haath Daal Ke apni Khilai Hui daal Wapas Le Paye.)

yah Awaaz gaon ke sabhi log sunte Hain.

Gaon Ke Log sochte Hain.

Koi Sharaabi chal raha hoga to Dhyan Nahin dete.

agale din jab Subah kheton Mein dekhte hain.

chane ki daal ke 100 biga Khet jismein chane ki daal Ki fasal Lagi hui thi usmein ped to sahi Salamat hai Magar chane ki daal gayab ho gayi hai.

log sochte Hain.

Aisa kaise ho sakta hai.

ki daal ke ped Sahi Salamat Hain aur unke Upar Lagi sari falliye bhi Sahi Salamat Hain.

Magar falliyo ke andar chane ki daal Gayab hai hi.

yah kaise ho sakta hai.

yah kaise ho sakta hai.

yah kaise ho sakta hai.

log sochte Hain.

ho sakta hai Shayad Humse Koi Galti Ho Gai Ho.

agale Din Raat Ke 12:00 Baje Kareeb Adhi Raat Ka waqt hai.

Ek Awaaz Sunai Deti Hai.

Bandar Wapas De chane ki daal.

Bandar Wapas De chane ki daal.

Bandar Wapas De chane ki daal..

Bandar Wapas De chane ki daal.

is bar bhi log Yahi sochte Hain ki koi bewda bakwas kar raha hai.

aur Gaon wale so Jaati Hain.

dusre Din Subah bhi Vahi Manzar Hota Hai.

chane ki daal ke 150 biga Khet jismein chane ki daal ki fasal Lagi hui thi usmein ped to sahi Salamat hai Magar chane ki daal gayab ho gayi hai.

Gaon Mein Dar Ka mahaul ban jata hai.

Gaon wale is Baat se bahut Dar chuke hain.

bigao kheton mein se chane ki daal gayab ho rahi hai.

takla Puri Gaon Mein chane ki daal ki kheti karna Ek bahut bada kheti ka kam hai isi per pure gaon Ke Logon Ka Gujara chalta hai.

agar aisa hi chalta Raha to Gaon Ke Log Bhookh Se Mar Jaenge.

Aakhir kara bhi kya Ja sakta h

Charcha khatm Ho Jaati Hai.

agale Din Aadhi Raat Ke Samay lagbhag Ek Baja hoga.

Magar Koi Awaaz Sunai Nahin Deti

agale din jab Subah hoti hai.

Gaon Ke Log Apne kheton Mein jakar kheton ko dekhte hain.

is Bar Chauk Jaate Hain.

Unki Aankhen fati ki fati Rah Jaati Hai.

Aisa kaise ho sakta hai.

Aisa kaise ho sakta hai.

Aisa kaise ho sakta hai.

sare kheta Salamat hai.

Gaon Wale sochte Hain chalo chutkara Mila.

Agla Din beet jata hai.

Raat Ke 12:00 Baj rahe hain Adhi Raat ka samay hai.

gaon ke sare log so rahe hain.

tabhi Achanak se ek Awaaz Aati h.

Bandar Wapas De chane ki daal.

Bandar Wapas De chane ki daal.

Bandar Wapas De chane ki daal..

Bandar Wapas De chane ki daal.

Gaon Ke Log sochte Hain.

Fir se yah bewda a Gaya.

vah Kahate Hain.

is Bewde ne to Raat kharab kar de hai.

Magar vah Kuchh Nahin karte aur so Jaate Hain.

agale Din Subah hoti hai.

fir Se Vahi Manzar Dikhai deta hai.

chane ki daal ke 200 biga Khet jismein chane ki daal ki fasal Lagi hui thi usmein ped to sahi Salamat hai Magar chane ki daal gayab ho gayi hai.

gaon ke log dar Jaate Hain.

Kahate Hain is bar Hamen Kuchh Na Kuchh To karna hi hoga.

tabhi sabhi gaon ke sabse Padi likhe shaks ke pass pahunch Hain.

musaddi Lal gaon ka sabse padha likha shak hai.

musaddi Lal ne dasvin Mein 10 bar fail hone ka ek record banaya hai.

aur gaon ka sabse padha likha insan hai.

Sab uska aadar Karte Hain.

Jab Gaon wale jakar usse Puchte Hain Ki Ab Ham Kya Kare.

vah forran samajh Jata Hai Kuchh To Gadbad Hai.

bo Kehta hai mujhe lagta hai.

ya Kisi bhoot ka Kam Nahin.

koi new technology use Karke.

Khet Mein se Dal Ko Chura raha hai.

Kya Tumne Kisi Tarah Ki Awaaz Suni.

tabhi Ek shaks Kahta Hai.

koi bewda Raat Mein Jor jor se Kuchh Bak raha tha hai.

musaddi Lal Kehta Hai.

vah Koi bewda Nahin hoga.

Vahi Chor hoga.

aur jo batata hai.

vo Koi password hoga.

dal Churane ka.

Gaon wali Milkar Ek plan banate hain.

ki kal Raat Jab Awaaz Aaegi.

Ham mein se Kuchh log vahan jakar dekhenge.

jakar dekhne ki 10 logon ko jimmedari de dete Hain.

agale raat Awaaz Aati Hai.

Awaaz sunkar 10 log jo chune Gaye hote hain vah jakar dekhne Jaate Hain.

agale Din Subah hoti hai.

Gaon wali Khet Mein jakar dekhte Hain

kheton ka Vahi hal hai.

Magar Kuchh badlav Hua Hai.

Jo 10 log chune gaye the.

Un Sabhi ki Lash padi hai

sabhi lashon ka pet Phata Hua Hai.

aur Khet Mein Har Taraf Khoon hai.

(important notes

friends star Dena mat bhuliye.

aapke dwara Diye gaye Jyada star Hame

Aage Ki Kahani likhane ka Hosla Dete Hain.)


Load failed, please RETRY

New chapter is coming soon Write a review

Weekly Power Status

Rank -- Power Ranking
Stone -- Power stone

Batch unlock chapters

Table of Contents

Display Options

Background

Font

Size

Chapter comments

Write a review Reading Status: C6
Fail to post. Please try again
  • Writing Quality
  • Stability of Updates
  • Story Development
  • Character Design
  • World Background

The total score 0.0

Review posted successfully! Read more reviews
Vote with Power Stone
Rank NO.-- Power Ranking
Stone -- Power Stone
Report inappropriate content
error Tip

Report abuse

Paragraph comments

Login