Download App
100% jindgi ki book / Chapter 1: jindgi ki important
jindgi ki book jindgi ki book original

jindgi ki book

Author: Daoist356176

© WebNovel

Chapter 1: jindgi ki important

jindgi me self respect hona jaruri h and jingdi ko smjhna jaruri h and jindgi me kya karna chahiye khud se socho khud se kro kisi pe depend mat rho jindgi itni asan ni h jitna ap smjhte ho jindgi ko smjhne ko liye khud se Sangharsh karna padega jindagi ko itna sasta mat banao ke log Khel ke chale jaaye high standard rakho apna chahe log kuchh bhi kahen lekin aage badhate raho aur haan khoob mehnat karo dekho pocket mein paisa hai to char log hamare aage piche rahi hai agar nahin hai to koi Na aage hoga Na koi piche hoga isliye doston pahle Lakshya ko prapt karo tumhara kya gol hai ambition kya hai apna status padho aur logon Ko dikha do ki hamare andar Kitna dam hai kyunki ham success Ho jaenge to log hamare aage piche rahe hain hamari himmat padegi society main naam hoga logo se acche se mil sakte hain log ijjat karenge jindagi ek Aisa Rahasya hai iske bare mein humko khud BA khud nahin pata ki ham kahan ja rahe hain kya kar rahe hain isliye jindagi ko pehchano jindagi se sikho kya karna hai kya nahin meri kahani dekh lo main jao Bachpan mein hi school Jaya karta tha tu pata nahin tha kyon jaate Hain kyon Jana chahie school kyon nahin Jana chahie school bus Ghar wale bhejte the ham chahte the Na koi call tha are koi ambition Na koi ham bus jaate the chocolate dete Ghar wale aur ham school chale jaate Hain dhire dhire samay badalta Gaya ham 8th 9th 10th 12th kar liya jab ham 12th kar liye ye to pata chala ki kyon humko gharwale padha rahe the kyon jindagi mein study Ko itna importance Diya jata hai kyunki iska standard isliye Diya jata hai standard banane ke liye hamara future banane ke liye jindagi Ko itna sasta mat banao ke sare log Khel ke chale jaen jindagi ko itni kimati banao ke log respect Karen log jaen vahi char baten Ho hamare dekhte log char baten Karen bus ek hi bol jindagi Ko itna sasta mein jab ham BSc 1st year Kiya tu to bus college jaate the padne Lage padhne gaye padhte gaye BSc first year clear Ho Gaya FIR 2nd year aaya second mein padhte rahe padhte rahe padhte rahe first second year ke liye ho gaya Jaise Jaise Jaise Jaise dekhte Gaye dekhte Gaye third year final year Ho Gaya ab kya BCA competition yah sab kuchh nahin kisi ke dava mein mat karo tumko Jo achcha Lage vah karo kyunki tumne 4 sal aap aise hi barbad kar diye kisi ke kahane per tu khud se Jo decision Lo usmein lag Jao bus vahi Gole ki humko yah karna hai chahe kuchh bhi Ho jaaye karna hai bus karna hi ladte raho jodte raho kuchh bhi karo matlab 10 logon se ladna padega Lado karo karo utho baitho Khao mat piyo mat bus Gole ko prapt karo goal is important human behaviour is importance inlife science is the human behaviour human and plants nature psychology is called psychology sciences is importance so on life in her human behaviour tu jindagi Ko itna sasta mat banao doston ke log ungali uthaen jindagi Ko itna perfect banao ki log hath uthaen Jaise Mahatma Gandhi ki uthate Hain Subhash Chandra BOS ke liye uthate Hain Bhagat Singh ke liye uthate Hain kyunki vah mahan Veer hai jinhone Desh ke liye azadi didi Desh ke liye vajah swasthya logon mein utsah motivation khoob log ko motivate Kiya se log motivate hue aur unka har Kone Kone mein Naam Liya jata hai to isliye jindagi Ko itna itna kimti banaa do ke usko koi kharidne sake agar khareed liya to uski koi value nahin hai importance life is successful in human behaviour to logon Ko yah batao ki jindagi mein Jaise jal ki avashyakta Hoti hai vaise hi jeene ke liye ye hamare goal ki avashyakta hoti hai kyunki agar hamari jindagi mein koi aim nahin hai to koi matlab nahin hai jindagi Ka aisi jindagi se kya fayda ismein koi aim na Ho Jo ham chahte Hain vah kar sakte hain aur hona bhi chahie kyunki jindagi mein koi kam impossible nahin hai impossible khud bolata hai I am possible sambhav hai possible hai hi har kam possible hai kyunki I m khud bol raha hai I am possible main possible hun log karen to sahi log nahin kar rahe na kaise karenge log logon Ko time nahin hai ek dusre ki burai karna kya yahi jindagi rah gai hai ki jindagi nahin hamari jindagi kuchh aur hamari jindagi vo hai hamari ke a Desh ke liye ye apne ma baap ke liye apni society ke liye apna Desh Ka sar uncha karne ke liye Apne Desh ke a logo ke liye Apne Bhai bahan ke liye kuchh kar gujarne ka waqt jindagi ki importance dikhta hai jindagi mein vo kam karo Jo Naam ban jaaye har sambhav kam ban jaaye log to kahana ham per hamen dekh kar logon ke a face per muskurahat a jaaye login Na samjhe ki hamara hai hamara koi value nahin hai hamara koi Mul nahin hai hamari koi pahchan nahin hai hamari koi koi ijjat nahin isliye ye jindagi ke har pahlu ko aise jiyo Jaise Aaj Desh ke pm Narendra Modi ji ji rahe hain kyunki unko Kaun nahin jaanta Desh videsh kahin bhi Ho unko dekhne ke liye log taraste Hain kyunki ki unki jindagi sasti nahin hai bahut kimti hai bahut jiski koi value nahin hai jiska koi brand nahin hai vah khud hi brand hai isliye log taraste Hain to jindagi hona chahie na ke vah jaldi log khud ke chale jaaye jindagi ek aisi Kala hai ki ham kuchh bhi kar sakte hain kuchh bhi impossible not impossible and I am possible and har dafa impossible yah sochkar chaloge to jindagi mein kuchh kar paoge Varna vahi chhoti soch chhoti baat hai Chhote goals kya milega aisi jindagi jeene se ismein koi sukun nahin hai Sukoon to hona hi nahin chahie jindagi mein agar Sukoon chahie tu kuchh nahin kar sakte jindagi mein kuchh bhi nahin sukun ke bare mein mat socho positive thinking is is better all time positive thinking kisi ke bare mein mat socho I am perfect man kisi ke samne apne aap ko kamjor mat samjho kyunki jindagi sabko mauka deti hai


Load failed, please RETRY

New chapter is coming soon Write a review

Weekly Power Status

Rank -- Power Ranking
Stone -- Power stone

Batch unlock chapters

Table of Contents

Display Options

Background

Font

Size

Chapter comments

Write a review Reading Status: C1
Fail to post. Please try again
  • Writing Quality
  • Stability of Updates
  • Story Development
  • Character Design
  • World Background

The total score 0.0

Review posted successfully! Read more reviews
Vote with Power Stone
Rank NO.-- Power Ranking
Stone -- Power Stone
Report inappropriate content
error Tip

Report abuse

Paragraph comments

Login