insan hu isi liye insan ki soch rakhta hu,
mehant to bohat ki, mehnat to bohat ki,
magar kamyabi kaha mili, isi liye nakamyabi ka dard rakhta hu..
mera vasta nhi tha gero se, mera vasta nhi tha gero se,
magar apno ne hi dard diya isi liye apno se hi duriya rakhta hu,
pehle to bohat hasta tha, pehle to bohat hasta tha,,
magar isq ki hawa kya lagi, akele me chup chup ke rota hu,
pehle sarab se nafarat si thi, pahle sarab se nafarat si thi,
hamara dil kya tutaa, ab to har pal sarbkhane me milta hu,
pahle zindagi se bohat pyar tha hame, pahle zindagi se bohat pyarr tha hme
ab to uhi gujarta he waqt, maut se kaha darta hu...