Aaj ka samya bhi kaise ha.
Voh samya bhi kya samya tha jab hum
azaj tha.
Par aab gharo mein ha sab band.
Voh samya bhi kya samya tha tha jab bhar jate tha hum.
Par aab jan jane ka dar.
Voh samya bhi kya samya tha jab bimar hota toh doctor kahte ke aapno ke sath rho.
Par aab kahte ha ki dur rho aapno se agar hona ha thik.
Voh samya bhi kya samya tha jab duri saahi na jati thi.
Par aab duri hi sahi ha.
Voh samya bhi kya samya tha jab sans ke leye na lagte tha paise.
Par aab sans lene ke leye bhi paiso ka sahra ha lena pdta.
Voh samya bhi kya samya tha jab lasho ko na rukna pdta tha tha lineo mein.
Par aab lasho ko bhi lagna pdta ha lineo mein aapne sharir ko jala ne mein.
Oh God!
Please es maut ke tandav ko band karo.
Uajad rha ha bhut se ghar masum se bacha ho rha anath.
Aab ne dekha ja rha ye hal.
Kuch kar.
Nahi toh hal ho jaye ga behal.
Voh samya bhi kya samya tha...