ดาวน์โหลดแอป
57.14% My Golden Rose / Chapter 4: March 2017

บท 4: March 2017

Ye month kuch khas nhi tha. Kuku apne 3 gfs ke saath phone pe laga rehta tha. Unka ye pyaar na tha. Bas ise pyaar ho jata tha baar baar . Is baat ke liye uspe chid aati thi 3 gfs ka sunke. Ek din aaya aur bola tino se break up ho gaya. Maine kaha Chalo achha ho Gaya.

Fir aisehi subah aake good morning wish krna chalu rehta tha. Kuku ko Meri bindi bahot pasand aati thi. Jab maine 1st time bindi lagayi thi ,Kuku ne aise mast shahrukh Khan Wala expression diya, me to fida hi ho gayi. Fir me roj bindi lagane lag gayi. Ek din Kuku ko good morning wish kiya, wo bola,"What's the good about this morning?" Mujhe bhi ghussa aaya me boli,"Go to hell". Maine bahot pyaar se wish kiya aur Kuku ne aisa reply Diya. Ispe wo Nilesh Hasne lag Gaya. Aise nhi ki Kuku ghussa hua wo bhi Hasne laga.

Fir baad me Kuku ne leaves li thi 10 15 din ki. Wo pehle Delhi jaane wala tha, Maa aayegi baad me Milne aisa chalu tha uska. Jab Gaya use miss Kiya tha.


next chapter
Load failed, please RETRY

สถานะพลังงานรายสัปดาห์

Rank -- การจัดอันดับด้วยพลัง
Stone -- หินพลัง

ป้ายปลดล็อกตอน

สารบัญ

ตัวเลือกแสดง

พื้นหลัง

แบบอักษร

ขนาด

ความคิดเห็นต่อตอน

เขียนรีวิว สถานะการอ่าน: C4
ไม่สามารถโพสต์ได้ กรุณาลองใหม่อีกครั้ง
  • คุณภาพงานเขียน
  • ความเสถียรของการอัปเดต
  • การดำเนินเรื่อง
  • กาสร้างตัวละคร
  • พื้นหลังโลก

คะแนนรวม 0.0

รีวิวโพสต์สําเร็จ! อ่านรีวิวเพิ่มเติม
โหวตด้วย Power Stone
Rank NO.-- การจัดอันดับพลัง
Stone -- หินพลัง
รายงานเนื้อหาที่ไม่เหมาะสม
เคล็ดลับข้อผิดพลาด

รายงานการล่วงละเมิด

ความคิดเห็นย่อหน้า

เข้า สู่ ระบบ