Media jis pe hum vishwas karte ha.
Media jis ko hum har roj dekhte ha.
Aaj kal ki media sirf nam ki ha.
Joh dekhta ha Voh hota nahi ha aur joh nahi dekhta voh dekha te nahi ha.
Media aab nam ki hi ha.
Sirf paise kamane ka Sadhan.
Aur dusro ke jajbaat ke sath khel ne ke kam ha aab media ka.
Na jane kis tarfa Masum lgo ko gumrah karte ha.
Aab media sirf khel dekhana ka kam karti ha jaise lgo ke sath kaise khle aur unko kis tarfa gumrah kre.
Na enko lgo ki feeling aur na hi lgo ki jrurto ki fikar ha fikar ha sirf paise ki.
Thank you reading this.
This is my view for media.
If you feel that I am right please share this and comment down I am right or wrong.
I tagged this book, come and support me with a thumbs up!