AK dafa ka zikar ha k AK badsha apni badshat ki waja se bohat mashhoor tha wo neik Dil reham Dil insan tha Lekin un ko paisa dolat esi chizon ki zarorat nai thi Lekin un ki saltanat main un ka apna koi wazeer tha Jo ye sab Mal un ki jaydaat harapna jahta tha phir b wo badsha ko esi baton main hulza leta k badsha un ki maan leta Lekin badsha wo b bohat chalaq tha wo un ki baton main na ata AK din badsha ne ye sab sun Liya k un ka Apna hi wazeer Jo un se ye sab Mal harapna Chahta hai us ne b koi sazish rekhi AK din un ka wazeer moka tilash kar ka un k khizane tak phonch hi jata hai Lekin un ko pata hi nai tha k badsha ka koi mansoba hai wo moje pakar Le ga zab wo un ke khizane tak punchta hai to waha koi khazana nai tha ku k badsha ko pata chal gya tha k Mera koi wazeer ye harqat kare ga Lekin us Apna kihzana Kahi or rakha tha badsha ne us ko rangy haton pakar Liya or koi apni saltanat se Nikal diya koi badsha hota hai Jo apni raya k baray main sochta hai ....neki kar darya main dal
— Un nuevo capítulo llegará pronto — Escribe una reseña